Thursday, September 2, 2010

Peshab Ki Tamam Beemarion Kly

Agar kisi ka peshab bund hojaye aur ussay peshab karne me takleef horahi ho ya siray se kafi pani peene k bad b peshab na araha ho to thora sa pani boil kijiye aur usper Surah Tariq 3 dafa parh kar dum karain aur thanda hone par mareez ko pilain. ye amal tab tak rozana karen jab tak mareez thek na hojaye.

************************************************************
Surah Bakarah ki ayat no 60 ko 101 dafa parh kar pani pe dam kijye awal wa akhir 11 bar Durood parhe, phir woh pani mareez ko tab tak pilayen jab tak shifa na ho.

33 comments:

  1. night mein bistar par peshab nikal jana.. iska koi hal hai..

    ReplyDelete
    Replies
    1. 3 se 4 chhuhare ko tawe per bhun kar raat sone se pahle bismillah karke khale aur raat me garm pani hi piye.
      inshallah ek se do hafte me asar dikhne lgega

      Delete
    2. Bhai Mujhe Peshaab ke qatre ate hai his main nihayat pareshaan hoon Tu Mujhe kya Karna chahiye

      Delete
  2. sharm ati hai unper jo dua k jagah mjak ko sharik karte hain

    ReplyDelete
  3. 3 se 4 chhuhare ko tawe per bhun kar raat sone se pahle bismillah karke khale aur raat me garm pani hi piye.
    inshallah ek se do hafte me asar dikhne lgega

    ReplyDelete
  4. Mujay pishaap ma dard rehti ha..or mani nekaltay waqt bhiot sakht dard hoti ha...or peshaap kbhi kbhi bhoot zada thanda ho jata ha..kya wajha ha yay

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ap podena ko boail kar ka 2,3din piya inshallah bilkul shafa ho

      Delete
  5. Or peshaap ma rekawaat be ha..laken stone koi nae.is kee wajha

    ReplyDelete
  6. Peshab hojane k bad thodi der bad firse kuch bunday apne aap nikl jati he rokne ka koy upai batae

    ReplyDelete
    Replies
    1. nera peshab bahut ruk ruk ke araha hai pait mein pani bahut hai magar peshab nai araha ya bahut slow araha hai kiya waja hai p;ease

      Delete
  7. Jahan bemari ka ziker horaha ho wahan behoda gaftgo se perhez kren. Plz kahen to saf pak rakhen koi mozo.

    ReplyDelete
  8. asalam o alakum how r u sir mujhe bi pesap ka masla araha ha nammaz parhni hoti dar lagta ha kahi ghunna na ho jaye

    ReplyDelete
  9. sir me buhat pareshan ho thande cheezy bi use kar raha ho lekin kuch shi nai ho raha ha pesap k bad qatri aty rahty ha

    ReplyDelete
  10. asalam o alakum how r u sir mujhe bi pesap ka masla araha ha nammaz parhni hoti dar lagta ha kahi ghunna na ho jaye

    ReplyDelete
  11. Aslama o Alykum shahbaz bhai app YouTube per jao or likhe peshab Ke qatre girna faiz syed apka masla hal ho jayega

    ReplyDelete
  12. Muje peshab yellow colr ka ata ha or jalan hoty ha....plz is masle ka hal batain

    ReplyDelete
  13. Assalam o alikum janab mery walid sahab k masany main infection h jis ki waja sy pishab ruk ruk k thora thora qatray numa arha h meharbani farm kar is ka ilaj btain

    ReplyDelete
  14. Mujhe peele color ka peshab hora hai or fir end min lala gulabi katre ka peshab ki katre aarhe hai please ilaj bateye.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Podena ko boail kar ka 2,3din istmal karen inshallah shafa mila gi ap

      Delete
  15. Muje raat peshab ki jaga m boht khujli ho rhi thi or me subha utha to mere peshab ki jaga boht soojh gai thi iska koi hal hai to btao me bohat pareshan hn plzzz

    ReplyDelete
  16. Mere peshan ki nali soojh gai h plz muje iska koi hal btao me boht pareshan hn.

    ReplyDelete
  17. Assalamo alaikom bhai, mujhe peshab ke baad jalan hoti hai sometimes, is ka kpi ilaj bata dein, jazakAllah khair

    ReplyDelete
  18. mere peshab me jalan rehti hai 7 saal pehle bohot masturbation ki us ke baad se ye masla hai. ehtalam 1000 martaba jabse ab tak ho chuka hai koi cure please tell

    ReplyDelete
  19. mere peshab me jalan rehti hai 7 saal pehle bohot masturbation ki us ke baad se ye masla hai. ehtalam 1000 martaba jabse ab tak ho chuka hai koi cure please tell

    ReplyDelete
  20. Allah karm kara sab par Allah ap sab ko shafa ata farmiy ameeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeen

    ReplyDelete
  21. Mere beta 4 mahine ka hai jo k kuch din se pishab but kam kr rha hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. Hi ap ka baby kis chez k sat tek huwa.hmara 2 din ka baby han.but abi tk chota peshab nhe keya.

      Delete
    2. Hi ap ka baby kis chez k sat tek huwa.hmara 2 din ka baby han.but abi tk chota peshab nhe keya.

      Delete
  22. asslam o alaikum ...mera beta 9 mah ka hai..aj wo paishab nahi ker paraha jiski waja se bhot disturb hai kia kerna chahye abhi

    ReplyDelete
  23. Roj subah subah pesab me jalan hoti hai bas subah subah baki time thik hoya hai

    ReplyDelete
  24. Pishab aney k jaga me infection ka ilaj

    ReplyDelete
  25. 3 sal sa peshab krty hoy pain ho rahi ha... Paishan ki nali ma... Jab mani nikalta ha tab bhi bohat zyada pain hoti ha mani nikalny k baad maninasani sa nikal jata last ma bohat pain hota.... Meharbani farma kr es ka solution bata den...

    ReplyDelete